Wednesday, 11 April 2018

PayPal account kya hai aur kaise use karate hai

Hello friend aaj main aap logo ko batane vala hu ki PayPal account kya hai aur iaske kya fayade hai aur ise use kis liye karate hai.

1.PayPal kya hai

Paypal online transaction ka bahut hi achha sadhan hai Aur secured mathod hai
Isake use se aap duniya me chahe jha paise bhej sakate hai ya magava sakate hai PayPal ek international account ke jaise hai
 Paypal se aap outof India se koi bhi chij magava sakate hai Kahi se bhi magaya gya paise direct aap ke account me aata hai.

2.PayPal account ke fayade

PayPal ko use karana bahut hi aasan hota hai Aap ko apane e-mail se isame ek account banana rhata hai jisake vajah se aap paisa bhej ya magava sakate hai Agar aap ko kisi bhi bill Dena hai ya kahi se paisa magavana hai to aap ke pas credit card nhi hai ya aap credit card ka number nhi Dena chahate hai to us time aap PayPal ka use kar sakate hai Paypal ek online bahut hi achha hai isame aap ko koi bhi credit card ya debit card ka details dalane ki jarurat nhi hai sirf aap ko isame apana bank account add karana hai.

3.Account kaise banaye

Agar aap ko PayPal me account banana hai to aap ko kuchh information submit karana hoga jaise ki aap ko apane bank account ke details Mobile number aur ek email id ki jarurat rahati hai Agar aap ek YouTuber hai to aap isame paise maga skate hai hai.

Agar app ko hamara ye post achha laga ho to aap hame jarur bataiye agar aap is post se kuchh sikhe hai to aap comments me jarur bataye or is post ko apke friends ke share kijiye. 

No comments:

Post a Comment